📖📖📓📓📖📖📓📓📖📖
▩▩▩▩▣▣▩▩▩▣▣●◈●▣▣▩▩▩▣▣▩▩▩▩
Eid e Miladun nabi hum kyu manate hai kya quran ya Hadis me ye likha hai..??
▩▩▩▩▣▣▩▩▩▣▣●◈●▣▣▩▩▩▣▣▩▩▩▩
🌹🌹🌷🌷🌹🌹🌷🌷🌹🌹
▩▩▩▩▣▣▩▩▩▣▣●◈●▣▣▩▩▩▣▣▩▩▩▩
▩▩▩▩▩◈meelad un nabi ﷺ◈▩▩▩▩
▩▩▩▩▩▩▩ 🅿ART 1⃣7⃣▩▩▩▩▩▩▩
🌹 ☞ Pehle yeh jaan lain ke ahl-e-sunnat k nazdeek eid milaad un Nabi manana koi farz ya wajib nahi, yeh aik MUSTAHAB amal hai, jo kare usko Sawab milega aur jo nahi manata usper koi gunah nahi...
🌹 ☞ Ab baat yeh aati hai k kya ISLAM humain ijazat deta hai Eid milaad-un-nabimanane ki, ya nahi,
🔮 Iska jawab yeh hai k 🔮
🌹 ☞ Quran-o-hadees ki roshni main Eid-MilaadUn nabi SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM manana bilkul jaiz hai,koi bhi dosre maslake ka aalim aaj tak sharai daleel milaad k HARAM ya najaiz hone ki na aaj tak laa saka hai na la sakey ga...
🌹 ☞ Aaiye dekhte hain k Quran aur hadees ki roshnimain milaad manana kaisa
🌹 ☞ Quran mainHazoor SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM Ko tamaam jahano k liye Rehmat kaha gaya
📚(SuraAmbiya:107)
🌹 ☞ Aik aur jaga Quran main irshad hua:"ALLAH TA'ALA ki atta kar darehmaton ka khoob charcha karo"
📚(SuraYounus:58)
🌹 ☞ Lehaza yeh sabit hua k ALLAH ne Sarkar SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM ko tamaam jahano k liye rehmat banaker bheja,aur dusri ayat main khud Allah hi ne farmaya k ALLAH ki atta kerdarehmaton ka khoob charcha karo.
🌹 Lehaza yeh sabit hua k milaad mananajayez hai....
▩▩▩▩▣▣▩▩▩▣▣●◈●▣▣▩▩▩▣▣▩▩▩▩
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌷🌷 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
▩▩▩▩▣▣▩▩▩▣▣●◈●▣▣▩▩▩▣▣▩▩▩▩
No comments:
Post a Comment