📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم ka saya nahi tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 02
✅Hadees
💛Imam ragib asfaani رحمتہ اللہ علیہ farmate hai.
💖Riwayat ki gai ke jab Huzur صلى الله عليه وسلم chalte the aap kaa saya naa hota tha.
📜Al maruful rahad
✅Hadees
💛Imam nafsi tafsire madarikh sharif mai Hazrat Usman Gani رضی اللہ تعالٰی عنہ se ye hadees nakl karte hai.
💖Hazrat Usman Gani رضی اللہ تعالٰی عنہ ne bargahe RISALAT mai arz kiya khuda jal jalalu ne aap kaa saya zameen par padne nhi diya takhi is par kisi insaan kaa kadam naa padh jaye.
📜Madarikh sharif
Jild 02 page no 28,
Madarijun Nabuwa Jild 01 page 161.
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
No comments:
Post a Comment