Friday, 19 February 2016

Hayat-E-Mubarak Aalahazrat-Imaam-E-Ahle Sunnat Mujaddi-E-Dino Millat Imam Ahmad Raza Khan AALAHAZRAT(Radiallahu Anhu) ki Hayat-E-Mubarak

📒📒📓📓📒📒📓📓📒📒

❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
Hayat-E-Mubarak Aalahazrat-Imaam-E-Ahle Sunnat Mujaddi-E-Dino Millat Imam Ahmad Raza Khan AALAHAZRAT(Radiallahu Anhu) ki Hayat-E-Mubarak
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
❁❁❁❁ 🅿ART 1⃣5⃣ ❁❁❁❁

❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
Aalahzrat Imaam Ahmad Raza Khan Rahmatullah Alayhi
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁

Jo Sunniyat ki jaan hai
Jo Qaum Ka imaam hai
Nabi ka jo Gulaam hai
Raza usi ka naam hai
Raza Raza Raza Raza Raza

Naki ka Pyaara Ladla
Jo Ilm ka pahaad hai
Jo najdiyo ke waastey Sher ki Dahaadh hai
Wahabi jisse dar gaye Bohot se hi sudhar gaye
Yeh kiska faiz-E-Aam hai
Raza Usi ka naam hai
Raza Raza Raza Raza Raza

Raza ke baad Mustafa Raza humey ata hui
Jihnone har mureed ko milaya Gaus-E-Paak se
Ab Aisa Peer hai kaha siwaaye Azhari Miya ke
Diya humey Inaam hai Raza Usi ka Naaam hai
Raza Raza Raza Raza Raza

Raza ke baad Mustafa Raza ka dariya dekhiye
Hamarey Pyaarey Azhari Miya ka Jalwa Dekhiye
Haraam main rutba Paagaye Zamaaney main Jo chaa gaye
Yeh kiska faiz-E-Aam hai Raza Usi ka naam hai
Raza Raza Raza Raza Raza

Yeh Shaaji Miya ne kaha Raza tumhe Salaam ho
Har ek Mas'aley main shariyat ke tum imaam ho
Kissi ke Dada Peer ne kaha
Miya Basheer ne Hamara jo imaam hai
Raza usi ka naam hai
Raza Raza Raza Raza Raza

Raza se jalnewalo ke diye Naeem Bujh gaye
Jo maslakey raza se aur salaam se ulajh gaye
Yeh aisa ek salaam hai
Zamaaney main jo aam hai
Ke jiss ka yeh salaam hai Raza usi ka naam hai
Raza Raza Raza Raza

Woh Ismail Dehelvi Woh Shar-E-Fail Thanvi
Woh Qaasimey Naanothwi Woh kawwey waala Maulvi
Sabi ka band Naatqa qalam se jisney kar diya
Woh kaun hai wahi toh hai
Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza..
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
    To be  Continue....
        Post Written by...
           Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤  Jamaluddin Raza
💻 OUR FB PAGES FB LINKS
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁

No comments:

Post a Comment

Eid-e-Miladun Nabi Mubarak Kyu Manate hai? …. THE END PART

📖📖📓📓📖📖📓📓📖📖 ▩▩▩▩▣▣▩▩...